Agar ap muj sy puchain gy to main yehi kahun gaa ky yahan par members kam hain or members ky aagy accounts zyada hain.
Or last time main Hhumpz ki aik post par raha tha wo keh raha tha mujy farq nahi parta ky kissi ki alts hon as ye forum ky rules ky khilaf nahi hai. Or uss kaa kehna tha ky agar alts meri mukhtalif campaigns main hissa liye huwe hain phr bhi mujy koi masla nahi hai but meri aik hi campaign main 2 alts yaa iss sy zyada alts nahi hony chahye. Or wo apny mutabiq theek bhi hai. Har manager kaa apna rule.
Or rahi baat traffic ki to kuch traffic mixers band karny sy bhi kam huwi or kuch yahan sy achy members skip kar gaye hain. Or forum police bhi zyada red tag nahi dy rahy they prefer neutral tag. Behtar yehi hai ky jesa forum kaa hisab chal raha hai narmi dikhana behtari bhi hai.
Absolutely haqeeqat kaha ap ny aur iski several wajohat ha like hamary ha bohout saary log iss forum earnings opportunity Sy aware nahi ha, toh km user ky opportunity ko utilize karny ky Liya member ny yeh step Liya which I appreciate as hamay active user milty ha several plus content bhi milta ha bohout aur doosra account free Mai thoore grow hota ha Baki user jitna struggle karty ha to grow it same inka Hal bhi hota ha, but Jo main worrying cheez ha hum iss disciplinary continue nahi kar paty aur mistake ky Karan community ky reputation ka Satya Nas karty ha.
Baki I appreciate ky manger ny itna chot de user ko Ky agr woh zyada mehnat karky opportunity of earnings zyada karna Chahta ha toh Mai usko chance daita rehubga although mujy Maloom ha yeh alt ha unky, anyway iska koi mustakil Hal nahi ha agr user chahy toh alt ko tag karky thoore bohout apni izzat bacha skata ha
Yeh toh har kisi ko Maloom ha traffic effect Howa ha like hamary community ki misal ly lo gladiator ghaib, sayed ghaib , mfahad ghaib , Farhan ghaib, anonbitcoiner ghaib, Honda ghaib plus several other Jo kabhi community ki Shan Howa karty ty hamza2424 AJ woh na hony ky baraber dikh rahy ha toh farq wash ha.